aap ka blog dekha. Sambhawanayein to bahut hain aap ke paas,kintu abhi thoda aur waqt deejiye koi pukhta sammati banaane ke liye. Phir bhi, jo kuchh main samajh payaa hun, uss ke aadhar per keh sakta hun ki aap ka prayaas saraahniya hai. Kripaya apnaa kaam jaari rakhein !
aap ka blog achchha hai...kitabon ki pahchaan aur lekhikon ki list ke aalava aaj ek cheez ki kaafi kami hai sahitya se judi kitaabe sirf raiway stations mei hi aasani se milti hai...warna kafi jaddo jahad karni padti hai...aur agr aap Mumbai jaise mahanagar mein rehte hai to theen ghante ke safar ke baad bhi ho sakta hai aapko aapki pasand ki kitaab na. mile...to kahana ye tha ki sahitya ko itna uchaiyi par rakha hai ki aam aadmi aasani se wahan tak punch hi nahi sakta aur aam kitabon ki itni aasan punch hai ki bhasha aur sahitya saath mein roochi ka uddhaar ho hi nahi sakta..aaj premchand ki kahani padane wahi jayenge jo jante hai premchand ko padha hai jinhone...baki ka kya...wo kahenge who is premchand?...to unki akal badhane ki sakhat zarurat hai warna hindustaan mein sahitya sirf ek chhote ghere mein simatta jayega jisse bindu mein badalte samay nahi lagega...aasha hai aur darkhwast bhi ki kuchh iss wishaye par socha jaye...sahitya tak puhuchne ke ghere ko aasan kara jaye...har book stall mei chahe wo kahi bhi ho iss tarah ki kitaabon uplabdha kiya jaye taki herry pottor ke saath saath aaj ke bachche aur nav-jawan premchand ko bhi jaane aur padh sakne ki samajhh paida kare.Sandhya Riaz
3 Comments:
aap ka blog dekha. Sambhawanayein to bahut hain aap ke paas,kintu abhi thoda aur waqt deejiye koi pukhta sammati banaane ke liye.
Phir bhi, jo kuchh main samajh payaa hun, uss ke aadhar per keh sakta hun ki aap ka prayaas saraahniya hai.
Kripaya apnaa kaam jaari rakhein !
Ghumakkad
aap ka blog achchha hai...kitabon ki pahchaan aur lekhikon ki list ke aalava aaj ek cheez ki kaafi kami hai sahitya se judi kitaabe sirf raiway stations mei hi aasani se milti hai...warna kafi jaddo jahad karni padti hai...aur agr aap Mumbai jaise mahanagar mein rehte hai to theen ghante ke safar ke baad bhi ho sakta hai aapko aapki pasand ki kitaab na. mile...to kahana ye tha ki sahitya ko itna uchaiyi par rakha hai ki aam aadmi aasani se wahan tak punch hi nahi sakta aur aam kitabon ki itni aasan punch hai ki bhasha aur sahitya saath mein roochi ka uddhaar ho hi nahi sakta..aaj premchand ki kahani padane wahi jayenge jo jante hai premchand ko padha hai jinhone...baki ka kya...wo kahenge who is premchand?...to unki akal badhane ki sakhat zarurat hai warna hindustaan mein sahitya sirf ek chhote ghere mein simatta jayega jisse bindu mein badalte samay nahi lagega...aasha hai aur darkhwast bhi ki kuchh iss wishaye par socha jaye...sahitya tak puhuchne ke ghere ko aasan kara jaye...har book stall mei chahe wo kahi bhi ho iss tarah ki kitaabon uplabdha kiya jaye taki herry pottor ke saath saath aaj ke bachche aur nav-jawan premchand ko bhi jaane aur padh sakne ki samajhh paida kare.Sandhya Riaz
please click here if you wish to download a lot of Ancient Hindi Books
http://hindiibooks.blogspot.com/
Post a Comment
<< Home